Woh Baatein To Humse Karte The Magar Us Mein Zikar Kisi Aur Ka Rehta ThaWoh baatein to humse karte the magar us mein zikar kisi aur ka rehta thaHum to unke har dukh ko apna maante rahe aur unhein fikar kisi aur ka rehta tha
Raakh Beshak Hun MagarRaakh beshak hun magar, mujh mein harkat hai abhi bhiJis ko jalne ki tamanna ho, wo hawa de kar dekh le mujhe
Hum Bhi Hon Ge Ap Ke Dil Mein MagarHum bhi hon ge ap ke dil mein magarMagar ik bhoolay huye qissay ki tarahKabhi jo na baant pao ge dard to yaad aaungaHum tum jo they aik jism ke hissay ki tarah
Bahut Door Magar Bahut Paas Rehte HoBahut door magar bahut paas rehte hoAankhon se door magar dil ke paas rehte hoMujhe bas itna bata do ai sanamKya tum bhi mere bina udaas rehte ho
Dard Saho Magar Aahein Na BharoDard saho magar aahein na bharoYeh jamane ka kaisa dastoor haiNa mile woh hamse na mile hum unseMain bhi majboor woh bhi majboor hain
Mana ke dil hai ek magar pyaar bohot haiMana ke dil hai ek magar pyaar bohot haiJab pyaar ho raha hai to inkaar bohot haiHer lamha saat rehne ko mein soch raha thaWo keh rahi hai pyaar me itwar bohot hai